logo
Ghazal.110mb.com




Dil Dharakne ka sabab yaad aya

 

 

Artist: Noor Jehan

Size: 1.43 MB

Click Here to download: Download

 

 

 

Dil Dharakne ka sabab yaad aya........
Dil Dharakne ka sabab yaad aya
Dil Dharakne ka sabab yaad aya
Woh teri yaad thi, abh yaad aaya

Dil Dharakne ka sabab yaad aya........

Aaj mushkil tha samabhalna aye dost
Aaj mushkil tha samabhalna aye dost
Tu museebat mai ajab yaad aaya
woh teeri yaad thi, abh yaad aaya......
Dil Dhadhknay ka sabab yaad aaya.......

Din guzara tha badhi mushkil sai
Din guzara tha badhi mushkil sai
Phir tera wadah aye sham yaad aaya
Woh teri yaad thi abh yaad aaya.........
Dil Dharakne ka sabab yaad aya........

Haal e dil hum bhi sunatay lakin
Haal e dil hum bhi sunatay lakin
jub woh rukhsat huwa tab yaad aaya
woh teri yaad thi abh yaad aaya......
Dil Dharakne ka sabab yaad aya.....

Beht ker saya aye gul may nasir
Beht ker saya aye gul may nasir
Hum bohut ro aye woh jub yaad yaad aaya
woh teri yaad thi abh yaad aaya.......
Dil Dharakne ka sabab yaad aya......

Woh teri yaad thi, abh yaad aaya.......
Dil Dharakne ka sabab yaad aya.......