logo
Ghazal.110mb.com




Yeh kya jagah hai dosto

 

 

Artist: Asha Bhonsle

Size:

Click Here to download:

 

 

 

Yeh kya jagah hai dosto, ye kaun saa dayaar hain
had-ye-nigaah tak jahaa, gubaar hee gubaar hai

ye kis makaam par hayaat muz ko leke aa gaee
naa bas khushee pe hain jahaa, naa gam pe ikhtaiyaar hai

tamaam umar kaa hisaab maangatee hain jindagee
ye meraa dil kahe to kyaa, ye khud se sharmasaar hai

bulaa rahaa hain kaun muz ko, chilamanon ke us taraf
mere liye bhee kyaa koee, udaas bekaraar hai